Friday, March 24, 2006

Tak Yaara


Hai Aftaab usmein aisa
Jalna zameen ko padhta hai
Nasha to unki baaton main hota hai
Tadapna is Dil ko padhta hai

Yeh teri hi baaton ka kasoor hai
Main akeli toh gunegaar nahi
Yeh teri hi adaaon ka suroor hai
Yeh ishq kasoorwaar toh nahi

0 Comments:

Post a Comment

<< Home